Posts

Showing posts from September, 2021

Blog post ko seo friendly kaise banaye? Top 10 killer tips

Agar aap new blogger ho aur apko bhi apke blog ko seo friendly banana hai to apko kuch tips follow karne hi padte jiske bina aap apke blog ko seo friendly nahi bana sakte ho to chaliye suru karte hai ki apke blog ko seo friendly banana ke liye kya kya settings karni padti hai aur kya tips hai . yah janane ke pahile apko kuch baate janna jaruri hai jo ki apkko seo friendly concept ko samajhne me madat kar sakti hai . apke blog ko seo friendly nahi karne ke karan hi apka blog google pe rank nahi kar pata hai aur uska traffic nahi badhta hai to apke blog ka traffic badhane ke liye apko seo friendly blog banana bahut jaruri hai. SEO (Search Engine Optimization) kya Hai? In full detail Search engine optimization kya hai? yah janana har  ek naye ya  purine blogger ko janana jaruri hai. 1. blog post ke liye Keyword Research kare Sabse pahile apne blog ke liye topic chune aur usske liye ek behtarin ashcha Keyword ka chayan kare uske liye apko best keyword researcher par pe jaake ascha keywo