Posts

Showing posts from June, 2021

Blog Post ko Google main Fast Index kaise kare?

Image
aap agar new blogger ho to apko yah problem aana anivarya hein.  new Blog/ Website ko 6-7 months hone ke bad bhi wah Index  nahi wah paati he, yah ek  sambhavya problem he joki sab ko aate he suruvat me. Becouse of Google new Blogpost/website ke bareme jyada  kuch khaas pata chalta nahi hein. jiske kaaran wah apki post publish karke bhi Index nahi kar pata .  uska parinam aap Indexing Problem se jhujhte he. Agar aap iss Problem se jhujh rahe ho to aap sahi jagah pe aaye ho, ab apko chinta karne ki koi jarurat nahi hein. Ab sabse pahile apki post Index hui hein kya nahi yah check karne aana chahiye? to chaliye pahile hum yahi padhte hein. Aap ko sabse pahile to  blogger me jaake setting pe click karna hoga phi privacy me apko visible to search engine option ko enable karna hoga. Google Search Console kya hai? yah ek  muft sseva hai jiski madat se aap apni site ke har post ki jaankari google ko de sakte ho, aap aapki site ki har information jama karke rakh sakte ho. saath hi yah apke

Domain Name kya he? usse kaise de?

Image
 bahutse New blogger aur website maker ko yah  prashn padta he Domain name kya hai?, Domain Name kyu jarury he?, Domain Name kaise de? aur domain name free he kya? agar apko bhi yah prashn pada he to aap sahi jagah pe aaye he. To Aaj hum domain Name ke bareme batayge. Domain Name Kya he? kisibhi website ki baat kare to uska ek IP (Internet Protocol) address hota he aur yah ek numerical he jo hume batata he ki google (Internet) pe apki website ki range kaha he? website intenet pe kaha he yah Browser ko batana yah iska kaam he. to yah yaad rakhne me asan nahi he, iski wajhah se Domain Name ki jarurat padi Domain name ki madat se hum kahi saare IP address ko dhoond sakte he. Domain Name ka upyog URL's me bhi hota he particular webpage ko dhoondne ke liye. to hum yah sooch sakte he ki Domain name dhyan rakhne me asan he. yah ek  Human readable version  he IP address ka. Domain Name ka kaam website ek server mai Host ya Store karke rakhta he aur Domain Name use server ke IP address ko p

Blogging se paise kaise kamaye? in hindi

Image
blogging se paise kamaye in Hindi    Aaj Hum sabhi paise kamana chahate he par sabhi jaldi aur kam kaam karke paise kamana chahte he. To aisa hi ek paryay he  Blogging  . aap blog banake paise kama sakte ho.  Iski jankary hum de Chuke he.blog banake aap jaldi paise kama sakte Jo par apko pahile mehnat karni hogi quki 'mehnat ka fall hamesha ascha hota he'.to mehnat karo paise yani fal jarur milega sirf apko consistency rakhni padegi. aaj hum blogging se paise kaise kamaye is post ke baare me likhne waale he.Blog se paise kaise kamaye?, website se paise kaise kamaye?, aise sawal agar aap googke pe seaa=rch kar rahe ho to aap sahi jagah pe aaya he.isse pahle aap ko ye janana jarury he ki blog/ website se paise kamane ka tarika. Blog/W ebsite se paise kamane ka tarika: Agar Internet Se paise kamane ka Tarike me Blogging/ website yah ek ascha paryay he. aap apka khudka blog banake asche paise kama sakte ho.Blogging se paise kamana bahut hi assan he. sabse pahile apko Google Adsence

Ek Ascha Blog kaise banaye? in hindi

Image
     Bahutse starter ko ascha blog kaise banaye? Yeh question padta he yah prashn padna swabhavik he iska answer aaj hum iss blog me dene wale he.aaj hum ascha blog kaise banaye uska kya fayda he yah bhi dekhna he.bahut log aaj kal part time job dakhte he paise kamana ke liye to iska ek paryay blog bhi he. blogging se paise kaise kamaye?   Iski   jankary hum pahilehi de Chuke he. Blogger kya he? Blogger pe blog bananese pahile apko blog aur blogger wabsite ke importance janana bahut jarury ahe. Blogger ek free website he jisme aap Blog banasakte ho aur apko domain bhi nahi lagta.Blog banane ke liye wordpress yeh ek dusra  aur ascha paryay he but isme apko domain kharidne padte he. Blogger pe Blog Banane ke liye steps: Blogger pe blog banane ke liye google ya phir kisibhi search engines me Jake 'www. blogger.com' search kare phirCreate your blog, pe click kare   Apko Blogger ka home page dikhega wah pe Get started ka ooption dikhai dara hoga wahpe click kare. Waha pe ja