Posts

Showing posts from July, 2021

Blog pe traffic kaise laye? for new blogger best 10 tarike

Image
Welcome dosto welcome to my new blog post aaj hum aapke jaise har new blogger ke mann me aane wale sawal blog pe traffic kaise laye? iske bareme samajhne jaarahe hai aaj aap apke har sawal ka nivaran hoga yah aasha karta ho. To chaliye suru karte hai aaj ka topic jiska name hai blog pe traffic kaise laye? Blog pe traffic lane se pahile mai apko yah batadu ki apka blog seo friendly hona chahiye aur wah google me searchable hona chahiye? Iske liye kuch settings karni padti hai wah me apko pahile hi batadi hai. To chaliye suru karte hai blog ka traffic kaise badhaye? Jarur padhe: कम समय में ज्यादा पैसा कमाने का तरीका Blog Traffic Badhaye step by step 1.     social media se kuch bhi problem ka solution chahiye to wah problem ko solve karne ke liye jyadase jyada log chahiye hote hai unh tak problem jaanana jaruri hai,waise hi blog ka traffic badhane ke liye bhi logonko janana jaruri hai, aur blog ka traffic badhane ke liye to jyada se jyada logontak blog ki links jaana jaruri hai i

blog par social media se traffic kaise badhaye?

Image
Redmi 9 |More RAM More Fun click here and earn money   welcome dosto swagat hai apka mere blog pe. aaj hum blog aur social media ka relation shikhne wale hai ki blog ki traffic badhane me social media ka kaise haat hota hai yah aaj hum sikhne wale hai to chale start karte hai. har new blogger ka yah mahtwapurn prashn hota hai ki blog ke traffic kaise badhaye log suru to ascha karte hai par blog pe traffic nahi aane ke karan khatm kar dete hai wah blogging ko hard mante hai but iska karan blog hard hona nahi hai apke traffic nahi badhana hai apko agar apke traffic bahana hai to apko kuch step, tarike, kuch facts follow karne hoge jo har new aur purana blogger traffic badhne ke liye karta hai aur yah follow karke apko fayda milega iski 100% garrentee hoti hai. to aaj hum aise hi kuch tarikonke bareme batane wale hai. Blog ka traffic badhane ke tarike step by step   Blog ka traffic badhane ke tarike me sabse jyada agar kuch kaam aata hai to wah hai social media apko bata do apke pass

Custom Robots tag kya hai? use kaise Set kare? seo setting

Image
Aaj hum Blog ki kuch post karne ke bad kaam aane wali har new setting ke bareme janne wale he, yah setting karke hi aap apne blog ko Google search me laa sakte he. iske bina apka blog adhurasa he. yah setting karna bahut asan he par iske fayde bahut jyada he to yah setting karna jaruri he aur aap sabko yah setting karna jaruri he.sitemap kya he?aur hum uske sath hi blog sitemap me kaise laye iske bareme sikhne wali he. sitemap ke liye har avashyak jankari mene iss blog me diyi he. Step1: Meta Tag Description Add kare   blogger blog me description add karne ke liye apko sabse pahile blogger me jaake settings me jaana padega phir wahpe apko meta tag wala potion dikhai dega wah pe apko uss option ko enable karna hoga.   Meta Tag option ko enable karna hoga . Custom Robots.txt kya hai? google ke robots hote he jo apni site ko scan karta hai ayr unhe check karta hai konsi file ko Index karna hai konsi file ko block  hai uski sabhi jaankari deta hai.custom robots txt bhi kuch issi tarahse go