blog par social media se traffic kaise badhaye?

Redmi 9 |More RAM More Fun

click here and earn money

 welcome dosto swagat hai apka mere blog pe. aaj hum blog aur social media ka relation shikhne wale hai ki blog ki traffic badhane me social media ka kaise haat hota hai yah aaj hum sikhne wale hai to chale start karte hai.

har new blogger ka yah mahtwapurn prashn hota hai ki blog ke traffic kaise badhaye log suru to ascha karte hai par blog pe traffic nahi aane ke karan khatm kar dete hai wah blogging ko hard mante hai but iska karan blog hard hona nahi hai apke traffic nahi badhana hai apko agar apke traffic bahana hai to apko kuch step, tarike, kuch facts follow karne hoge jo har new aur purana blogger traffic badhne ke liye karta hai aur yah follow karke apko fayda milega iski 100% garrentee hoti hai. to aaj hum aise hi kuch tarikonke bareme batane wale hai.

Blog ka traffic badhane ke tarike step by step

 


Blog ka traffic badhane ke tarike me sabse jyada agar kuch kaam aata hai to wah hai social media apko bata do apke pass jitne bhi social media account hai wah sabhi uswe karke dekh le aap ko result jarur milega iski garrenty .

Apne blog me social media gadget add kare.

1.instagram:instagram  yah blog traffic badhane ka ascha tarika hai, 

 ispe apko story, post banke, ya bio me link provide karke traffic badhaya ja sakta hai.yah bahut hi asansa tarika hai. sath hi apko instagram ki post dalke apka khudka page kholke wah pe story dalke bhi traffic badhaya ja sakta hai.aur aap chahe to promotion bhi kar sakte ho. par agar aap ispe promotion karte ho to phir apko ispe fayda ho sakta hai, yah bahut hi asansa tarika hai. aur aap chahe to promotion bhi kar sakte ho.

Telegram:isme apko apka channel banana hoga. Phir apko members anusar marketing karni hogi dhyan rahe jo apka subject hoga usike hisabse public honi chahiye yah blog aur youtube ke marketing ke liye bahut ascha paryay hai.yah pe apko kuch limitation nahi rahta hai iss liye aap yah pe aschi marketing kar sakte ho. Isse apke blog ki traffic badhne me ascha khasa fayda hoga yah mera vada raha.

Sharechat:yah ek mahtwpurn indian aap hai yah pe apko 5 crore plus user milege aur apko yah pe koi jyada mahnet karne ki koshish bhi nahi karni hogi apko sirf apke blog ki post anusar ek sharechat post banana hogi wah banana ke liya apko kuch blogpost anusar image paste karke kuch information deni hogi phir akher me apke post ki link provide kar leni hogi. Isse apke blog ki traffic badhne me bahut madad hogi kyunki iske result sabse fast aate hai meri paheli hi post 500 plus views gayi thi to aap soch sakte ho yah kitna mahtwpurn aap hai jo ki apki traffic badha sakta hai.

Quora:yah ek sabse mahtwpurn platform hai jaaki apko apke har question ke answer mill sakte hai aur aap yah ape question puch sakte ho aur question ke answer bhi de sakte ho. Aur phir uss answer me apko sirf apki link daal deni hai. Bus ho gaya apko views aana suru hio jayega. Sirf dhyan rahe aap jobhi question ya group choose kare wah popular hona chahiye uske views bahut jyada hone chahiye aur wah apko answer likhne ki permission de sake aise hi group aur question answer ke liy chune isse apko bahut jyada traffic aana suru ho jayega.yah ek mahtwpurn paryay hai jo ki apke blog ki traffic badhne me madad kar sakta hai meri sabhi se yahi guzarish hai ki yah paryay sabhi try karke dekhe aur jarur dekhna chahiye.

Pintrest:yah ek mahtwpurn app hai yah pe apko sirf free image download karke apke blog post ki link provide karke aur kuch jankari pradan karke pin yaani post dalni hogi apko traffic aana suru ho jayega lekin apko yahpe daily kamse kam 5-6 pin dalne hoge aisa apko use karna hoga. Pintrest se post ki marketing ki jaa sakti hai.yah bhi ek ascha paryay hai. Ise jarur try karke dekhe.

Coment se traffic:yah ek hatke paryay hai jaha apko sirf coment karke apke site ki link provide karni padti hai. Apko sirf ek kam karna hai ki google me apke Vishay nusar type karna hai aur jobhi blog ya sitew apko dikhai dege uspe sirf coment karna hai isse log wah coment dekhte hai aur apke site pe aane ke chances badh jaate hai.apko views mil sakte hai aur result apka traffic badhna start ho sakta hai sath hi google ko apki site rank karne me madad mil sakti hai.

Facebook:facebook ek aisa tarika hai jo ki har blogger use karta hai , kyunki isme apko har facebook user ke sath milkkar blog ke views badha sakte ho isme apko koi dikkat nahi ayegi apko sirf goup banake post aur story chodni hogi aur log ka interest aane ke liye post ko aschi magedaer apko banana hoga apke post me kuch alag baat honi chahiye jo ;ogonko lubhaye unhe apke blog post par aane pe majbur kar de isliye aap kuch negative rup ka bhi vaapar kar sakte ho jaise ki agar aap ispe nahi aaye to apko bada nuksan ho sakta hai. Ya pe apko consistant rahna hoga roj apko post dalni hogi .

Youtube:youtube se bhi aap marketing kar sakte ho yah ek sabse ascha paryay hai yah pe apko earning ka dusra paryay bhi mil jaata hai aur apke blog ki link description me deke aap blog ke traffic badha sakte ho apko sirf blog ke bareme youtube video me bata dena hai ya phir ek new youtuber ko dhondke apko uske description apki link deni hogi uske liye apko paid karna hoga ya phir khudka youtube channel se aap marketing kar sakte ho.

 

Yah sab to hue free me traffic badhane ke tarike but aap promotion karke bhi traffic badha sakte ho.apko sirf google adsence ko paise deke ya phir koi blogger ke sath sampark banake use convence karna hoga ki wah apki blog ki marketing kare

 

Final Word:

Finali me apko yahi boluga ki traffic badhane ke liye apko constant rahna hoga apko har din ek nai post banani hogi uski marketing karni hogi . akher me apko yahi boluga ki Lage raho har mat mano. 

dosto aaj humne blog ke traffic badhane ke liye social media ki garaj kaise padti hai yah sab sikha hai kuch doubt hai to comment karke batao.


Comments

Popular posts from this blog

Blog pe traffic kaise laye? for new blogger best 10 tarike

Custom Robots tag kya hai? use kaise Set kare? seo setting

Blog Post ko Google main Fast Index kaise kare?