Blogging se paise kaise kamaye? in hindi

blogging se paise kamaye in Hindi


 

 Aaj Hum sabhi paise kamana chahate he par sabhi jaldi aur kam kaam karke paise kamana chahte he. To aisa hi ek paryay he Blogging . aap blog banake paise kama sakte ho. Iski jankary hum de Chuke he.blog banake aap jaldi paise kama sakte Jo par apko pahile mehnat karni hogi quki 'mehnat ka fall hamesha ascha hota he'.to mehnat karo paise yani fal jarur milega sirf apko consistency rakhni padegi.

aaj hum blogging se paise kaise kamaye is post ke baare me likhne waale he.Blog se paise kaise kamaye?, website se paise kaise kamaye?, aise sawal agar aap googke pe seaa=rch kar rahe ho to aap sahi jagah pe aaya he.isse pahle aap ko ye janana jarury he ki blog/ website se paise kamane ka tarika.

Blog/Website se paise kamane ka tarika:

Agar Internet Se paise kamane ka Tarike me Blogging/ website yah ek ascha paryay he. aap apka khudka blog banake asche paise kama sakte ho.Blogging se paise kamana bahut hi assan he. sabse pahile apko Google Adsence  me account kholke aaply karna hoga. uske baad Bank account ki jaan kary hume wah deni hogi.

jab apke 100 dolllor ho jayge aap Bank account me apke paise transfer kar dega, jise aap kabhi bhi nikal sakte ho.



blogging se paise kaise kamaye(Step By Step):

1.Google Adsence se

apko pata hai agar blog banya ja rah hai to uska use add dalne ke liye kar sakte hai isise apko income generate hogi to isme kai sare option hai aur unhmese blog ke liye Google Adsence Google ke offer dwara diye jaane walla addsence hai, yah ek sabse ascha paryay hai yah khud apke blog ko read karta hai aur uske hisab se google ke add dalta hai. yah sahaj dhang se aur niyamit pay karta hai. isme apko jyada phikar karne ki koi jarurat nahi hai .

par ha ab apko iska approval chahiye ho to apke pass Blog hona jaruri hai iske bina aapko approval nahi mil sakta, jyada tar new blogger isi method ka istamal karte hai apne blog kko monetize karne ke liye bhi aur income generate karne ke liye bhi apko yaha click ke nusar paise pradan ki jaate hai.

2. Media.net

yah google adsence jaisa hi free aur usable adsence hai yah pi bhi apko approval dena padta hai yah apke traffic ke binah par nichit hota hai. yah ek ascha paryay hai. jahepe aap blog se paise kama sakte ho apko sirf apke blog me unhki add paste katni hogi.bus ho gaya jaise traffic apke blog pe aayega waise yah apko income dena suru karega.

3. Affiliate program se

isme apko kuch uniq link koshare karna padta hai . wah product link hota hai apko wah share karke aur recommandation par koi agar wah kharidta hai to apko kuch commission prapt hota hai apko iske liye sign in karna hoga aur product link ko apke site ke hisab se product chunke paste karna hoga.

apko kai sare affiliate programm wale links mil jayege jaise ki 

amazon affiliate program

shopclues affiliate program etc.

4.Sponsored post se

paid rewive karke aap post ko sponsor kar sakte ho par yah apke site traffic, apke post, par depend hoga aapka traffic bahut bada hona chaiye phir aap iska use kar sakte ho. blog kitna bada hai ,uski popularity kitni hai,statistics jyada se jyada hona chahiye phir aap har ek post ko sponsor karne ka charge le sakte ho.

5.apna blog sale karke

agar apko lagtsa hai ki apka blog ascha sale ho sakta hai aur agar apke blog ko adsence aa rahi hai to aur bhi aschi baat hai wah aur bhi jyada paiswe me sale honga.

apko sirf Flippa me jaake wah apko blog kharidne wale mil jayege wah unhe kharidne ke liye blo dena hai wah apko bahut se user mil jaate hai jo apke blog ko kharidna chahenge.

6. bullet profitse

yah ek ascha tarika hai jisse aap blogging ke suruvatse bhi paise kamana suru kar sakte ho iske liye apke blog pe jyada traffic aana jaruri hai aisa kuch nahi hai aap kam traffic mai bhi iska istmal kar sakte ho yah ek asha tarika hai iski jaankari humne humari post maidedi hai.

7. blog se marketing

Aap blog se marketing karke bahut aschi income earn kar sakte ho iske liye apko kuch jyada nahi sirf kuch aise companies dhundani hogi jinhe apne product ki marketing karni hai aur phir unhe apne blog ke traffic, topic aise kuch chezonke ke baareme batana yaani jankari deni hogi phir wah apko ads provide karege aapko sirf unhe apke blog post me paste karna hoga aur unhke criteria ke hisab se wah apko income suru kar dege. 

yah to ho gaye paise kamane ke trike par apko agar blogging se paise kamana hai to apko kuch steps folow karna hoga. uske bina apka blog us categiri me nahi bethega.

Blog Pe Google Adsence lane ke liya mahtwpurn steps

google adsence account pe account create karna bahut asan hai par paka blog uss criteria me bhi bethna chahiye yaani apke blog me kam se kam 25 posts chahiye apka day traffic 500-1000 views tak chahiye, aise kuch baate hai jo ki apke blog ne follow karni chahiye, phir wah apke blog ko review karta hai yah kuch weeks ya phir kuch deenonka wakt leta hai phir apka account approved ho jaata hai aur apke blog me aap ad post kar sakte hai. 

1.Apne Blog ka topic chune

aap agar blog bananeki sooch rahe ho to apko sabse pahile ek ascha topic chunana hoga. blogging ke pahile konsabhi topic chunke likhna suru n kare yah galti bahut se loog karte he. sabse pahile aap apne aap ko padhe apki jaankari jiss vishay pe jyadda he aur apko jiss vishay par jyada ruchi and gyan ho wahi topic chune dhyan rahe uss topic ke baareme aap kamse kam 10 topics likh sakte ho.

2.Apna blog kiss platform pe banaye

jab apne yah sooch liya he ki aap blog lihkna chahte ho to aap ko yah janana bhi jarury he ki aap ko kanse konse platform he aaj hum apko do free platform ke bareme batana chahte he.

1.Blogger: yah ek  ascha paryay he joki free he aur bahutse loog isse use bhi karte he aur yah Google product he issliye ispe aap ko shuk karne ki jarurat bhi nahi he.sirf isme ek hi kami he ki aap ise CUSTMIZE nahi  kar sakte he . aur isse kam paise milte he.

2.Wordpress: yah platform unh logonke liye jo suru suru me paise kama sakte ho.isme apko apke blog ko costmize karne option bhi hote he. isme aap jyada paise bhi kama sakte ho. aur vaise hi aap ko  blog maintane rakhne ke liye jyada  problems bhi nahi aate.

freeme blog kaise banaye?iski jankari hum pahile hi de chuke he.

3. Apne blog ko sahi domain Name de

Domain name yah ek apke blog ka address hota he yah dena bahut mahtwapurn he iske bina apka blog kuch kaam ka nahi quki aap apke blog ko google me dhoond nahi sakte.Domain name freem bhi milta he aur wah kharid bhi sakte ho. name hamesha  .com waalahi chune jabhi domain chune dhyan rahe wah saral , asan, chota rahe. apka blog jiss naam par ho ussi naam par Domain name chune.

4. apne blog ke pages banaye

dhyan rahe aap bina pages likhe aap Earning nahi kar sakte ossliye apko 4 pages likhne bahut jarury he 

1.Contact us: isme aap apne bareme contact dena hoga uspe likhna hoga taaki apke sath koibhi sampark kar sake.

2. About us: isme apko apke blog ke baareme likhni hogi. bolg ki sankary sanksipt rup se deni hogi.

3.Privacy Policy: isme apko apke privacy policy pe sankshipt me likhna hoga.

4.Disclaimar: isme apko apki  Disclaimar ke bareme jankary deni he.

5. Blog post likhe

apni topic ke hisaab se aap apni blog past likhna suru kar sakte ho.blog post kamsakam 700-1000 word me likhe. saral aur asan bhashame likhe. jankary copy-paste bilkul n hi wah apki khudki ho.ek ascha blogpost kaise likhe? yah jankary hum de chuke he.

6.blog ko SEO (Search Engine Friendly) kare

blog ko search engine freindly karna iska matlab wah google pe search karne ke bad top rank me aana chahiye yah ek sanshipt batane wala vishay nahi he. yah ek lamba topic he ise hum agli post me batayge. tabtak aap apni blo [ost banane me dhyan de.

7. blog ka traffic badhaye

agar aap blog se kamai karna chate ho to aap blog pe jankary sahi aur satik deni chahiye useSEO friendly karna chahiye jisse log apke blog pe aye use padhe. agar aap ye sab karte ho to aap  ke blog pe 3-4 mahine traffic aana suru ho jayga. aap chahiye to aap apke blog ki social media marketing bhi kar sakte ho aur promation bhi kar sakte ho. quki jitni jyada traffic utni jyada kamai.

8. blog ko Google adsence ke liye aaply kare

google adsence par companiya khud ads daalti he aur wah direct apke pass n dete googke adsence par aate he isliya apko google adsence par aaply karna hoge phir wah apki jankary legi appe niyntran rakhegi aur apko agar qualify ho jauge to apko ads milna suru ho jaygi.

umid he aajki janakary aapko pasand aai hogi .

Google Adsence par account kaise banaye step by step

1. sabse pahil googe adsence ke official website pe jaake apke site url daal ke aur kuch basic information fill up karke sign up kar le.

2.phir apke site ko review pe daal de aur phir wait karee k ya do week ke bad agar apki site unke criteria me aati hai to wah apko email karege.

3. bad me phir apko ad aana chalu ho jayega.

Aaj humne Kya shikha?

aaj humne bahut important baate shikhi he. jaise ki Blogging se paise kamane ke tarika, blogging se paise kaise kamaye? step by step yah sab humne shikha he. mene yah sab bahut saral word me samjhane ki koshish ki he.


Comments

Bhudhabhushan said…
धन्यवाद , आपने बहुत अच्छा स्पष्टीकरण किया।

Popular posts from this blog

Blog pe traffic kaise laye? for new blogger best 10 tarike

Custom Robots tag kya hai? use kaise Set kare? seo setting

Blog Post ko Google main Fast Index kaise kare?