Blog Post ko Google main Fast Index kaise kare?
aap agar new blogger ho to apko yah problem aana anivarya hein. new Blog/ Website ko 6-7 months hone ke bad bhi wah Index nahi wah paati he, yah ek sambhavya problem he joki sab ko aate he suruvat me. Becouse of Google new Blogpost/website ke bareme jyada kuch khaas pata chalta nahi hein. jiske kaaran wah apki post publish karke bhi Index nahi kar pata . uska parinam aap Indexing Problem se jhujhte he. Agar aap iss Problem se jhujh rahe ho to aap sahi jagah pe aaye ho, ab apko chinta karne ki koi jarurat nahi hein. Ab sabse pahile apki post Index hui hein kya nahi yah check karne aana chahiye? to chaliye pahile hum yahi padhte hein. Aap ko sabse pahile to blogger me jaake setting pe click karna hoga phi privacy me apko visible to search engine option ko enable karna hoga. Google Search Console kya hai? yah ek muft sseva hai jiski madat se aap apni site ke har post ki jaankari google ko de sakte ho, aap aapki site ki har information jama kark...