Ek Ascha Blog kaise banaye? in hindi

   Bahutse starter ko ascha blog kaise banaye? Yeh question padta he yah prashn padna swabhavik he iska answer aaj hum iss blog me dene wale he.aaj hum ascha blog kaise banaye uska kya fayda he yah bhi dekhna he.bahut log aaj kal part time job dakhte he paise kamana ke liye to iska ek paryay blog bhi he.blogging se paise kaise kamaye? Iski jankary hum pahilehi de Chuke he.

Blogger kya he?

Blogger pe blog bananese pahile apko blog aur blogger wabsite ke importance janana bahut jarury ahe. Blogger ek free website he jisme aap Blog banasakte ho aur apko domain bhi nahi lagta.Blog banane ke liye wordpress yeh ek dusra  aur ascha paryay he but isme apko domain kharidne padte he.

Blogger pe Blog Banane ke liye steps:

Blogger pe blog banane ke liye google ya phir kisibhi search engines me Jake 'www. blogger.com' search kare phirCreate your blog, pe click kare


 

Apko Blogger ka home page dikhega wah pe Get started ka ooption dikhai dara hoga wahpe click kare.

Waha pe jakar phir email address salect kare ya phir dale .ab aap website me log in kar chuke ho. Ab apko kuch option dikhai dege use submit large Jana he usme pahile apko title aisa option dikhai dega ab aap apko Jo title apke blog ko dena he wah digiye
1.Phir apko Jo title pasand he aur jiss bareme aap likh sakte ho wah dale dhyan rahe title searchable hona Chahiye. Aur NEXT par click kare phir apko aage
2.Apke blog ke liye URL likhni padegi jaise ki mene likhi he "bestinfo1289.blogspot.com".aisa apko Jo paryay available hoga wah dale.
3.URL available hone ke bad Next par click kijiye. phir apko ek content dikhai dega kiss me display name likha hoga. Isme aap apne blog ke barame jankary dege wah post viewers ko dikhai dega. Isliye yah ek mahtwapurn mudda hei yah likhana bahut jarury he.issue post padhne wallnko apke blog ki jankary prapt hoti he.yah likhna bahut jaruri he aur yah satik hona chahiye.

Ab aap apne entry page pr aate ho ab apko kuch aise image dikhai dega.
3. aap ko theme chahiye wah select kare. 
Jisme apko Posts, stats, Comments, Earning aisa kuch dikhai dega. Ab apko aka blog ascha dikhne ke liye 'Theme' me jakar apko koch themes dikhai dege usmese aap apko jo chahiye wah select kare aap chahiye to khudke bhi themes use kar sakte ho.bad me 'Lyout' blog ke bareme jo chahiye wah dal sakte jaise ki 'Follow your Blog', 'states of your blog' aisa aapko jo ascha lage wah dal sakte ae pr your need.
Badme Settings me jakae kuch setting karni padegi taki aap apna blog search engine allow kar sake.bad meaape apna blogpost likhna suru kar sakte ho.  
Ab apki Free website ban chuki he .Par apko apki wabsite search able honi chahiyeto domain name dena jaruri he to 'Domain Name kaise de?'yah jankari humne di he.
isme aap apki website ki profile apke hisab se edit bhi kar sakte ho. 

Blog Banane ka dusra tarika he wordpress.
wordpress yah blogging ke liye ek ascha paryay he.Ispe aap Free bog Bana sakte ho.wordpress apko do tarike provide karta he ek aap 'domain name kharide' aur dusra start with  free kare aur apka blog suru kare.
wordpress pe blog banane ke liye niche kuch steps diye he.
1. pahile to aap 'wordpress.com' par jaye aur Get started par click kare.
2.phir 'Start with Blog' kare. aur phir apko name dena he.phir aap 'Start With Free' karne he.


3.Ab apko 'E-mail' address  bharna hoga.
4.Username bharna hoga dhyan rahe yahi apki Website ka address he.
5.Aur niche apko password dena he.
6.aap continue with Goole karna chahte ho to kar sakte ho.

7.ab apko apke site ko Domain name provide karna he. ab aap chaheto free plan select kar sakte ho ya phir aap kharid sakte ho.


Ab apko apki website and blog ki site tayar milegi.
ab aap apke sidde ko name dde salte ho apki website tayar milegi 

8.ab aap chaheto aap apne website ko manchaha title de sakte apko settings me jana padega. aur title par jake title dena hoga save karlena hoga.
aap apke site ka logo , Language, time, apke hisab se sate kar sakte ho.

Ek Blog Kaise fail hota he?

Yah sawal bahutse logonko padta he aur Blog Ke bareme adhiadhuri Jankary leke log blog banana suru kar lete he. Iski wajah se log blog pe aschi kamai nahi kama pate he.

Blog fail home ke kuch reasons niche diye he

 1.Blog ke bareme sunte hi bahut se logonko ek post banake google pe dal do aur paise kamao aisa lagta he pr aisa nahi he.

2.blog banane ke liye apke pass paryapt knowledge nahi hota hai.

3.ake blog ko ascha searchable title nahi hota he.

4.apke blog ko ascha traffic nahi milta he.

5.aap dhiraj nahi rakh pate ho.yah ek mukhya reasons mese ek he.

To yah kuch gatliya he uski wajah se log ascha blog nahi bana pate he. to aap yah galtiya mat doraho. Ek free aur ascha blog account kholne ki jankary hum Isme diya he



ek ascha Blogpost banane ke liye niche kuch steps diye he:

1. Sabse pahile apne blog ko ek aschi suitable theme deni hogi.apko themes me kahi safe option he usmese aap konsi bhi theme select kar sakte ho.

2. Phir apke blog ko ek ascha title de.Jo apke post ke liye suitable hona chahiya.dhyan rahe blog post ka title hamesha negative ya question ke type me hona chahiye jaise ki 'ek ascha blog post kaise banaye'?

3.badme aap apko blog post likhna suru kar sakte he par yad rahe aap jiss vishay pe post likhe ja rahe ho uski jankari apke pass honi chahiye. Kanse kam aapko uske bare me 1000 word janana jaruri he.

4.apke blog ki jankary kisise bhi copy honi nahi chahiye. na apne kisise bhi copy nahi karni chahiye. quki aapko badme adsence ke liye yah upukt nahi he.

5.aap apna blog post aakrshak dikhne ke liye kuch apke vishynushar images aur videos bhi daal sakte ho.

6. bad me aap apke hisab se link provide kar sakte ho.

7.aap apke hisab se languages, fond, paragraph, litter size, background colour bhi select kar sakte ho. aur yah avashya kare.

8. hamesha blog likhte samay wah ascha dikhne ke liye usme Image insert kare.

9. aur agar apko additional information deni wah aur uska Video ho to aap video insert kar sakte 

yah kuch blog banane ke liya steps he isse follow karke aap apna ek ascha blogpoost tayar kar sakte ho.

Blog ke Fayde:

1. ghar baithe baithe paise kamane ka yah ek ascha paryay he.

2.aap Apna Khudka Blog likh ke apni jankary dusronktak pohcha sakte ho.

3. aap blog ko ana profession bana sakte ho. aur usse aap paise bhi kama sakte ho. 

4.blog post likhkar aap apki language, vocabillary, gyan badha sakte ho.

5.Iske liye koi Invastment bhi nahi hoti he, N hi koi Risk hota he, Matlab iska sirf Fayda he nukasan nahi.

6.Famaous hone ka yah ek ascha paryay he jo apko famous ke saath paisa bhi milva deta he.

7. agar aap blogging karte ho to aap kisika  danbav nahi hota he. yah new genaration aur parttime job ke liye vardan he.

yah kuch blog ke fayde he joki mene apko bata diye he.

Ab agar apne blogpost likh diye he to aapko Dmain name dena bhi avashya he quki apko famous karne hoga uske views badhane hoge. page views kaise badhaye? Iski jankary hum de chuke he.

Blog Aur Website me kya Differances:

Blog aur website me kya Differance he yah ek sawal sabko padta he.par blog aur website me jyada kuch farak nahi he.Blog ek website he par website yah blog nahi he yah jaan le. aasan bhasha me bole to Blog hum niymit rup se likh sakte he ,unme badlav kar sakte he. par website pe aap baar baar likh nahi sakte nahi badlaav kar sakte he.Blog me hum kisike baareme jaankari dete he, website me aisa nahi hota he.

Aaj Humne Kya sikha?

Aaj humne sikhaki blog post kaise likhte he?, blog fail kyu hota he?, blog ke farde kya he?, blog aur websita me kya differance kya he? yah aaj humne sikha he. yah sab ek mahtwqapurn jaankary he. bahut simple languages ma mene yah sab samjhaya he . bahut simple knowledge  he .


Comments

Popular posts from this blog

Blog pe traffic kaise laye? for new blogger best 10 tarike

Custom Robots tag kya hai? use kaise Set kare? seo setting

Blog Post ko Google main Fast Index kaise kare?