Blog Post ko Google main Fast Index kaise kare?

Click Here To Join Bulletprofit

aap agar new blogger ho to apko yah problem aana anivarya hein.  new Blog/ Website ko 6-7 months hone ke bad bhi wah Index  nahi wah paati he, yah ek  sambhavya problem he joki sab ko aate he suruvat me. Becouse of Google new Blogpost/website ke bareme jyada  kuch khaas pata chalta nahi hein. jiske kaaran wah apki post publish karke bhi Index nahi kar pata . 

uska parinam aap Indexing Problem se jhujhte he.

Agar aap iss Problem se jhujh rahe ho to aap sahi jagah pe aaye ho, ab apko chinta karne ki koi jarurat nahi hein.

Ab sabse pahile apki post Index hui hein kya nahi yah check karne aana chahiye? to chaliye pahile hum yahi padhte hein.

Aap ko sabse pahile to  blogger me jaake setting pe click karna hoga phi privacy me apko visible to search engine option ko enable karna hoga.



Google Search Console kya hai?

yah ek  muft sseva hai jiski madat se aap apni site ke har post ki jaankari google ko de sakte ho, aap aapki site ki har information jama karke rakh sakte ho. saath hi yah apke site ko google search me aane ke liye bhi madat karega. sath hi aap iski madat se dhund sakte ho ki aapki site crawl kar rahi hai ki nahi Google apki site ko dhoond paa raha hai ki nahi. yah sab aap Google search Console ki wajah se pata kar sakte ho iske aur bhi kai saare fayde hai jaise ki yah apki website/blog ko sitemap bhi provide karta hai, blog ka coverage report deta hai aise kai saare.

Blog ko Search console mai laaye step by step

1.sabse pahile apko google pe jaake 'Google search console'  search karke pahile site pe click karna hoga phir aapko niche di gayi image nushar kuch dikhega, aur 'start now' pe tick kijiye 

 ya phir aap chahe to blogger ki settings me jaake  Crawlers and Indexing me jaake aap 'Google Search Engine' option pe click karna hoga.



2. phir aapko Google search console pe sign in karna hoga. aur phir aapko select property type karke wah pe aapko apki site ki link pest karni hogi. yah pe apko do option dikhai de rahe hoge usmese apko agar apki domain property yaani apne domain name kharida hai to apko 'www.example.com' likh ke  entre karna hoga.

3. apne site ki link add karne ke bad apko direct niche dikhai dene wala massege dikhega.

4. phir apko verified owner hone ke liye Google search console ki settings me jaake you are verified owner hai ki nahi check karna hoga aap yah char methods se check kar sakte ho. Wah niche ki Image mi dikhai dengi.

Blogging Se paise kaise kamaye?

Verrified Owner Hone ke steps by Steps

Yah sabhi altenate method hai aap ismese koi bhi use karke verrify kar sakte ho

1.Html file: yah pe apko image nusar ek link milegi jisse aap download karna hoga. Phir apko use open karke apke site ke link address ke bad /download link’ paste karke aap check kar sakte ho. Wah check karne ke bad apko sirf verify button pe click karna hoga wah atomatic verify ho jayenga.

 


2.Html Tag: yah ek dusra simultaneous method he, isme apko sirf tick karne ke bad copy link karna hoge aap image me dekh sakte ho, aur wah link apke blogger ke account me sign in karke theme me edit html me jaake <head section ke bad paste kar sakte ho bus itna karke apko theme ko save kar lena hai. Aur wapas html tag ki aur jaake verify kar lena hai apki site verify ho jayegi.

 

3.Domain Name provider:

Domain Name provider bhi ek paryay hai jisse aap apna blog verrify kar sakte ho. isme aapko  text co copy karke  apne jo domain name diya hai wah pest karna hai. aur phir verrify kar lena hai.


Sitemap

 Yah sab Karen key bad kapok ape blog Ki sitemap banana hogi. Sitemap kya hai? Sitemap kaise banaye?Apne Blog ko sitemap kaise de?  yah sab ki  jaankari hum pahile hi de chuke hai. uske baad blog post ko index karna bhi jaruri hai iski jankari bhi humne de chuki hai Blogpost ko fast Index kaise kare?

Kuch mahtwapurn Setting

Uske baad apko Blogger ke account ko sign in karke settings me jaake custom Robots txt. Co edit karna hoga, meta tag ko enable karna hoga aur kuch setting karni hogi yah sabki jaankari hume pichli post me di he.

Yah sab hone ke bad kuch hi din me apka blog ki site Google me show honi suru ho jaygi.

 blog post ko Google main fast index kaise kare?

Blog post Index hui hein kya nahi check kare

agar apko yah janana hein ki apki blog post publish karne ke bad wah Index hui hein kya nahi to apko me do tarike bata raha ho wah follow karke aap yah dekh sakte ho.

1.Google pe jaake apni site: aur apne website ka Address  dalna hein aur check karna hein apki jojo site Index ho chuki hogi wah sab dikhni suru ho jaygi.

 example:  site:https://ambilwade.blogspot.com/

2. apko  Google Search Console me jaake  URL Inspection ka use karna hein.

Url Inspection me apke site ka address dalna hein, aur usko inspect karna hein.phir apko url inspection ka result pata chal jayga.

Post Index kaise karvaye

1.Request Indexing karke:

Agar aap iss option ko use karte ho to apki post within 24 hours Index ho jaygi iske liye apko search console me jaake URL Inspection open karke website ka address dalna hein aur uske bad Requestin Index karvaana hein aur  phir  apki Request Google pe submit ho jaygi aur 24 hours ke bad post index ho jaygi.


2.Live index testing:(TEST LIVE URL)

Agar apki post ki request index ho nahi rahe he to aap live URL inspection test karke aane wale samahsya ka nivaran  kar sakte ho. usme agar apki site Google pe dikh rahi ho to samajh lijiye ki apki Url Inspection safal ho jayega. agar wah pe 'site not on Google' dikhai deri he to kuch problem hogi wah solve karne ki koshish kijiye.

3. Sitemap submit kare: 

post index hone ke pahile apki sitemap Google Search Engine me submit hui honi chahiye. sitemap kya he? aur Apne blog ko sitemap kaise de? iski jaankari hu, de chuke he.

4. Ab yah sab hone ke bad aap apne Blog post par jyada Traffic yani views lane ki koshish kijiye kyunki jitne jaldi aap ka traffic badhega utne hi jaldi blopost search result me aani suru ho jaygi. ab yah aap pe depend karta he ki aap ki site kitni jaldi aap google search result me show karna chahte ho.

5.aap apki post ki link apke dusre popular post pe pest karna suru kar le isse apko do fayde hote he pahela apki new post aai he logonko samajh aata he hai aur dusra aap ki post inspection hone ke Google ko jo apki post ke bareme jaankari chahiye wah popular post reading ke bad mill jati he isse apki post jaldi inspection ho jaaati he aur index me aajati he. 

Aaj Humne kya sikha?

Aaj humne blogpost Ko Index kaise kare?,post index hua he ya nahi kaise check kare?,URL Inspection kaise kare? Yah sab sikha hai. Agar isme apko kuch problem aarahi he to comment karke muzhe batao me use solve karne ki paryapt koshish karuga.Aaj humne ek mahtwapurn chizh sikhi hai jo ki har blogger ke liye sikhna aavashyak hei iske bina uska blog kuch kamka nahi hota hai. Aaj humne Google Search Console ke bareme har aavashyak jaankari padhi hai blog ko search engine me kaise laaye yah iss blog mai humne sikha hai uske liya jojo setting karni padti hai wah sab humne iss blog me padhi hai.

Domain Name kya hai? usse kaise de?

custom robot tag kya hai? use kaise set kare? 



 


 

Comments

Popular posts from this blog

Blog pe traffic kaise laye? for new blogger best 10 tarike

Custom Robots tag kya hai? use kaise Set kare? seo setting